duniya ke sabse khatarnak kutte


duniya ke sabse khatarnak kutte / top10 dangerous dogs in world

top10 dangerous dog in world

Pichle kai post me hamne apko technology aur kuch tricks ki jankari de chuke hai lekin 

ajj ham apko kuch hat ke ajj janakari dene wale hai  aaj ham  batane wale hai duniya ke sabse khatarnak kutte ke bare me/ top10 dangerous dog in world

Waise to sab logo ko pets rakhne ka saok  hota hai aur duniya ke sabse pasandida pets dogs ko mana jata hai

 aur ye khafi wafadaar bhi hote hai  lekin kya app jante hai duniya me aise kai dog breeds hai jo duniya me sabse jyada khatarnak kutte hote hai 

aur unhe kai desho me sabse jyada khatarnak kutte hone ke karan banned bhi kar diya gaya hai  to aaiye  jante hai duniya ka ke sabse khatarnak kutte  ke bare me / top10 dangerous dog in world

top10 dangerous dog in world


10 Wolf Hybrid👉🏻  ye duniya me sabse Khatarnak kutto me se ek hai  ye apni name se hi apni pahchan batata hai
top10 dangerous dog in world

 ji ha dosto ye dog breeds wolf breeds ke sath cross ki jati hai isliye inme wolf ke kai lakshan hote hai aam taur par ye jarmani air europian country me paye jate hai

 aur swabhav se ye bahut khatarnak aur gusse wale hote hai isliye inhe duniya ke sabse khatarnak kutte bhi kahe jate hai 

agar inko aisa lage ki koi chij inki hai aur ise chhina ja raha hai to ye bahut hi akramak ho jate hai 

aur apne malik tak ko nahi pahchante to app khud soch sakte hai ye kitne khatarnak sabit ho sakte hai  

9 German Shepherd 👉🏻 German shepherd ka naam to apne suna hi hoga German shepherd ka naam duniya ke sabse Khatarnak kutto me aata Hai 
top10 dangerous dog in world

apne master ke prati ye sabse jyada waha dar hote hai lekin kisi se inhe khatra lage to un par hamla karne me ye bilkul bhi nahi rukte

 inhe duniya ke har kono me pala jata hai inki hight 65cm tak hoti hai aur inka weight 40kg tak hota hai 

8 Boxer👉🏻 in dogs ko hamesa ek guard dogs ki tarh hi use kiya jata hai boxer kutte bhi duniya ke sabse khatarnak kutto ke list me aate hai 
top10 dangerous dog in world

 aur ye inki samjhdar hone ki nishani hai inki hight 60cm aur weight 30kg tak hota hai na aur inka khana bahut mahanga hota hai 

aur na sirf inka khana mahanga hota hai balki har din inko ek ghante se jyada exercise bhi karni hoti hai agar aisa na kiya jaye to ye dogs breeds kamjor ho jati hai 

7 Great Dane👉🏻 Great Dane breeds ke dogs duniya ka sabse bada kutta  hai
top10 dangerous dog in world

 aur duniya ke sabse bada kutta hone ke sath sath  iska vishal sharir hi ise sabse akramak aur takatwar karta hai 

duniyaa ke is sabse khatarnak kutte ki height 85 cm hoti hai aur inka weight 90kg hota hai 

waise swabhav se ye kutte aakramak nahi hoti lekin khatre ka abhas hote hi ye hamla kar dete hai

 inki trening itni kathin nahi hoti aur inhe ashani se paltu kiya ja sakta hai kyoki ye sirf Europe me hi hote hai 

isliye inki kimat bhi kafi jyada hoti hai aur ye kutte duniya ke sabse mahange kutto me se ek hai

6 Chow Chow👉🏻 ye kutte dikhne me to bahut pyare hote hai lekin fir bhi duniya ke sabse khatarnak kutto ke list me aate hai 
top10 dangerous dog in world

agar inhe proper attention na diya jaye to ye gussa ho jate hai ye attention ke bhukhe hote hai aur gusse bhi kisi ko bhi nahi chodte hai 

 khas taur par inke khubsurat balo ke karan ye jyada sundar dikhte hai inki height 55 cm tak hoti hai aur weight 32kg tak hota hai

5 Dogo Argentino👉🏻 Dogo Argentino duniya ke Sabse Khatarnak kutto me se ek hai 
top10 dangerous dog in world

dogo argentino ke breeds wale kutte UK aur aas pass ke kai desho me ye banned hai in kutto ko purane jamane me shikar ke liye upyog kiya jata thaa

 aur aapsi  ladai ka bhi khel khelyaa jata tha ye swabhav se hi itne khatarnak hote hai ki inhe paltu karna bahut muskil hota hai  

Dogo Argentino itne sakti shali hote hai ki ye akele hi  ek jangli janwar ka shikar kar sakte hai  aur pahle inhe iske liye istemaal bhi kiya jata tha

 inki height 70 cm aur weight 45 kg tak hota hai ye dog bahut mahange kutto me se ek hai ye itne Khatarnak hone ke sath sath yah kafi mahange bhi hote aur duniya ke sabse mahange kutte hote hai

 agar aap inhen rakhna chahte Hain to iske liye aapko 9 lakh rupaye kharch karne padenge

4 Doberman👉🏻 dosto agar app Doberman ke ass pas hai to apko sambhal kar rahna chahiye kyoki ye apne malik ke prati sabse jyada wafadar hote hai
top10 dangerous dog in world

 aur khatre ki bhanak lagne par ye hamla kar dete hai  ye sharir se kafi jyada muscular aur furtile bhi hote hai 

inki height 70cm tak hoti hai aur kul weight kam hota hai kam weight ke karan ye bahut teji se bhag sakte hai 

inhe kai desho me banned kiya gaya hai aur kahi desho me lejana se pahle kai intejam karne hote hai

3 Rottweiler👉🏻 Rottweiler Jaise photo mein dikhai dete Hain usse bhi jyada khatarnak hote hain kaha jata hai ki iska daat aur sharir  sabhi dogs breeds se khatarnak hota hai
top10 dangerous dog in world

 agar ye kisi ko apne daato se pakad le to ye apne sharir se chuda sakta hai lekin apne se ye chodta nahi hai

 Rottweiler ki vajah se America mein 47 logon ki jaan ja chuki hai Fir bhi inhen paalne walon ki sankhya mein Koi Kami nahin aai hai

 agar Rottweiler ka Dhyan na rakhe to yah akramak Ho jaate Hain inki height 70cm  hoti hai

 lekin doston itni height kam hai fir bhi Inka vajan 60 kilo Tak hota Hai isase yah andaza lagaya ja sakta hai ki yah kitne takatvar hote Hain

2 Japanese tosa 👉🏻 doston Japan mein main sadiyon se hi in kutton ko khooni Khel ke liye upyog Kiya jata hai
top10 dangerous dog in world

 aur isliye inhen paltu banana bahut mushkil Hai aur yah kutte ladai karne ke liye famous hai 

in kutton ki bhaunkne ki awaaz bhi bahut jyada darawni hoti hai inhen UK aur Ireland main banned Kiya gaya hai

 aur  yah Kai kilo maash ek hi din me kha sakta hai aur isliye Inka rakhrakhav aapki Jeb per Bhari pad sakta hai 

Japanese tosa ki height 82cm hoti hai iska vajan 60 kg Tak hota Hai

1 Pitbull👉🏻 America mein sabse jyada Jaan lene ke liye famous Pitbull duniya ki Sabse Khatarnak dog breed hai

 iska naam Pitbull isliye Rakha gaya tha kyunki inhen pits pe utar kar ladai karai jati thi lekin inhen palna Koi aasan Kam nahi Hai 

in ki height 50 cm aur weight 30 kg Tak hota Hai vaise to inki hight Baki dogs breed ke mukabale bahut kam hai 

lekin isse yah kam Khatarnak nahin ho jata America mein inhen paltu banane per Mana Kiya jata hai aur UK sahit Kai deshon mein main yah banned hai

to ab aap bataiye ki kya aap in kutton mein se kisi ek Ko bhi Apne Ghar lana chayenge doston

To doston ab baat karte hain duniya ke kuch sabse mahange kutto ke bare mein

duniya ke kuch sabse mahange kutte


1 Azawakh Dog👉🏻 doston yah dog ek nai breed hai aur ye duniya ke sabse mahange kutto me se ek hai 
Duniya ke sabse mahange kutte azawakh Dog

inka sambandh medalist or south indian sikari kutto me se hai is vajah se yah paltu kam aur Shikari jyada hote Hain Inka size dusre kutte ke mukabale kafi jyada hota Hai

 agar aap iske sath kabhi walk per jaenge to sabhi ka Dhyan yah kutta apni aur aakarshit kar lega is breed ko Africa mein develop Kiya gaya tha 

is kutte ki khas baat yah Hai ki  is kutte ke khane ke liye aapko tension lene ki jarurat bilkul bhi nahin padati 

aur yah vahi khana khate Hain main jo Inka Malik khata hai iskiye ye duniya ka sabse mange kutto me gina jata hai 

 isko kharidne ke liye aapko lagbhag 9.5 thousand dollar ki jarurat padegi

2 Samoyed Dog👉🏻 yah kutte duniya ke sabse mahange kutton me se ek Hai UK Siberia mein originate hua tha ise duniya bhar mein loving swabhav aur acche attitude ke liye Jana jata hai 
top10 dangerous dog in world

iske cute se chehre Ko dekhkar kisi bhi vyakti ki tension gayab ho jaati hai isiliye ye
duniya ka sabse mahanga kutta bhi hai  iske vyavhar Ko dekhkar aap iske upar kiye hue kharche ko bhul jaenge

 isko apne ghar ke ek hissa banane ke liye aapko 14000 dollar yani lagbhag 10.5 lakh kharch karne honge duniya ke sabse mahange kutte main is kutte ki daudne ki chhamta sabse adhik hoti hai 
top10 dangerous dog in world

jisse ye milo tak bina ruke daudh sakta hai iske alava ya kafi Hoshiyar social aur aur apne Malik ke prati kafi wafadar bhi hota Hai 

aur doston yah apni harkaton ke jariye kisi ka bhi Dhyan apni aur aakarshit kar sakta hai
Previous
Next Post »

If you have any doubt please let me know ConversionConversion EmoticonEmoticon