WhatsApp me delete messages ko kaise dekhe
aap apne Whatsapp ke delete kiye hue message ko kaise wapas padh sakte hain aaiye jante Hain
Kai bar hamare sath aisa bhi hota hai ki Ham apne friend ke dwara bheje Gaye messages ko nahin dekh paate aur vah bhej ke delete bhi kar dete Hain is Karan use bheje Gaye message ko hamen padhne ki ichcha hoti hai lekin WhatsApp per aisa Koi suvidhaen nahin hoti ki Ham usee delete messages ko padh paye iske liye kuchh third party application download karna padta hai is third party application ko download karne ke bajaye aap sidhe naye WhatsApp hi install kijiye wo jyda or better rahta hai wo naye application ka name hai GB Whatsapp ji ha is gb Whatsapp se app. Na sirf delete kiye huye. Messages ko pad sakte. Ho balki app. Dusre ke status ko bhi download kar sakte hoo. Or sath hi sath iske theam,Font, chats images ko bhi apne hisab se change kar sakte hoo. To. GB Whatsapp ko install karne ke liye apko kuch steps follow karne hongeWaise mai ye bata du ki ye GB Whatsapp apko playStore me bilkul nahi milega
To aaiye jante hai ye GB Whatsapp kaise download or apne mobile par kaise install kiya jaiye GB Whatsapp ko download karne ke liye apko pahle kuch step follow karne honge
Whatsapp trick follow steps
1.sabse pahle app apne mobile ke normal Whatsapp ke sare messages ko backup leke application ko uninstall kar dijiye
2. GB Whatsapp download karne ke liye
App is link par touch kijiye jo ki apko sidhe google crome ke download page par leke chala jayega
fir waha se download par click kar ke application file ko download kar lijiye
DOWNLOAD KE LIYE YAHA CLICK KAREE 👉CLICK HERE
Ab is application ko install kar ke ragister kar lijiye apne phone par
3. Ragistretion karne ke baad apko. Iska interphaset thik usi prakar dikhai dega jis prakar apka normally Whatsapp ka interphase dikhai deta hai
4. Iske baad sabse upar right side par 3 dots ko click kar ke fould modes par clich kare jaisa is picture me dikhaye gay hai.
1.
clik kare >fouad modes>privacy and security>anti delete messages ko click kar ke enable kar de
Iske baad jab bhi apke koi friends message send kar ke delete kar denge fir bhi apke Whatsapp se wo messages delete nahi honge or app un sabhi messages ko badi aasani se dekh payenge. Or is gb Whatsapp par or bhi kai nayee features bhi hai lekin baki wo agle post me batayenge filhal abhi ke liye itna hi.
Thank you
If you have any doubt please let me know ConversionConversion EmoticonEmoticon